المدة الزمنية 5:12

Vitamins की कमी और उसके लक्षण | किस विटामिन की कमी से कोनसा रोग होता है | vitamin deficiency

بواسطة Bank NIFTY Talk
37 229 مشاهدة
0
616
تم نشره في 2020/09/07

Vitamins की कमी और उसके लक्षण | किस विटामिन की कमी से कोनसा रोग होता है ??? | vitamin deficiency ये 83 लक्षण को भूलकर भी नजरअंदाज मत करना वरना | शरीर में Vitamins और Minirals कम होने के साफ संकेत Dosto hum jo bhi khate hain wo hamare pet se hokar chhoti aant me pahunchta hai or chhoti aant se khoon me pahunch kr pure sharir me fail jata hai aur body ko energy deta hai, lekin yaha samajhne wali bat ye hai ke har khane ki chijon me VITAMIN or minirals ki sahi matra nhi payi jati aur puri tarah se postik nahi hota or islie khan pan me ki gayi galatiyo ki wajah se kai bar pet to bhar jata hai lekin sharir me jaruri nutrients ki kami hone lagti hai or jiski wajah se dhire Dhire sharir kai sari bimari ka shikar hone lagta hai...VITAMINS OR MINIRALS hamare sharir ke lie ESSENTIAL NUTRIENT hota hai islie hume ise apne khono ke jarye pura karna bahot jaruri hota hai kyun ki ye Hamare pure sharir ke alag alag ango ko thik trah se kam karne or sharir ko kai trah ki bimariyon se bachane me bhi bahot madad karta hai...lekin aksar logo ko ye pta hi nhi hota ke kis khane me kon VITAMIN paye jate hai or sharir me kis nutrients ki kami hone se konsi samasya shuru ho sakti hai lekin achhi bat ye hai ke jab bhi hamare sharir me kisi bhi VITAMIN ya Minirals ki kami hoti hai to badi bimari aane se pehle hamara sharir chhote chhote sanket dekar apne ander horhi halchal ke bare me batane ki koshish karta hai jise jyadatar log bahot hi sadharan samajh kar dekhte hue bhi andekha kar dete hain islie aaj ke is video me hum 83 aise lakshano ke bare me janenge joki sharir me VITAMIN or miniral ki kami hone se hamara sharir alag alag trah se batane ki koshish karta hai...or sath me ye bhi janenge ke ki kis chij ko khane se is kami ko dur kiya ja sakta hai... Shuru karte hain no..1 se Dosto brush karte wakt ya koi sakht chij khate wakt masudo se khoon aana...jodo me dard , sharir or chehre ki skin rakhi bejan or dhili padna sharir me VITAMIN c ki kami ke sanket hosakte hain kyun ki VITAMIN C ek achha anti oxidant hone ke sath sath ye hamare sharir me collagen produce karta hai ye ek trah ka protein hota hai joki ki jodo me or hamari skin ki upri layer me sabse jyada maujood hota hai ye damage hui skin ko repair karta hai or haddiyon ke bich collagen tissue ko maintain rakhne me bahot madad kata hai.... or itna hi nhi VITAMIN C hamare sharir me iron ko thik se absorb hone ke lie bhi bahot jaruri hota hai Amla , nimbu , santra or amrud or anya citrus fal VITAMIN C ka achha source hai islie inme se kisi ek ko aap apne daily diet me shamil jarur karen.................... Topic covered in this video: khana khane ka sahi tarika vitamin ki kami vitamin deficiency symptoms zinc ki kami ke lakshan vitamin A Vitamin B12 Folic acid kis vitamin ki kami se bal girte hai kis vitamin ki kami se skin problem hota hai kis vitamin se height badhta hai kis vitamin ki kami se kya hota hai kis vitamin ki kami se kaun sa rog hota hai hair fall hair loss sex power #vitamindeficiency #vitamins&minrals #fitnessdailyfit #hairfall #sexpower #vitaminkikami #fruitsforvitamins #vegitablesforvitamins #minrals #vitaminA #vitaminC #vitaminD #vitaminK #vitaminB12 Copyright Disclaimer under section 107 of the copyright act 1976 allowance is made for "fair use" for purpose such as criticism, comment, new reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour . For More Information Follow my page Facebook:- www.facebook.com/Fitness-Daily-FIT-100624858072276 Twitter :- https://twitter.com/FitnessDailyFI1 Email:- fitnessdailyfit@gmail.com ------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- DISCLAIMER: These contents or videos are only intended for informational purpose.Any information associated with these videos should not be considered as a substitute for prescription suggested by beauty, diet and health care professionals.Viewers are subjected to use these information on their own risk.This channel doesn’t take any responsibility for any harm, side-effects, illness or any health or skin care problems caused due to the use of our content or anything related to this.

الفئة

عرض المزيد

تعليقات - 10